Here, I am starting with a poem where a beloved says something to her partner (love). Suno na! is daur kee kahani- Baraso pahale jesa hi hai Kuchh khas nahi badala, aur aaj bhi, Bah raha hai kahin kahin ganda pani. Ganda pani, jise log pi rahe hai, aur pila rahe hai. Ganda-pani batane aur foot dalane ka, mar-kat aur Mahaj rajneetik laabh ka. Bhagwadharee hath kheech rahein hai mera...
↧